Ye View dekhkar hosh udd gaye! 🤯🏔️ Hattu Peak Himachal Vlog 🌄✨ | 360° Mountain View 😍🙏
Автор: Desi Samosa Stories 🧿
Загружено: 2026-01-23
Просмотров: 161
Описание:
Himachal trip ka Day 2 tha aur aaj ka din sach mein unforgettable raha! 🌄
Is vlog mein main pahunchi Hattu Peak, jahan se mujhe mila ek zabardast 360 degree mountain view jo dekhkar dil khush ho gaya. Uske baad maine visit kiya Hattu Mandir aur Naag Devta Mandir, jahan ka mahaul bahut hi peaceful aur divine tha.
Yahan par maine kaafi logon se baat bhi ki aur ek group of friends ko dance karte hue dekha — pure Himachali vibes! ❤️
Agar aapko mountains, mandir darshan, nature views aur real travel experience pasand hai, to ye vlog aapko zaroor pasand aayega.
Video ko end tak zaroor dekhein aur Hattu Peak ki beauty ko mere saath enjoy karein!
#HattuPeak #HimachalPradesh #HimachalVlog #HattuMandir
#NaagDevtaMandir #HimachalTrip #MountainView #TravelVlog
#IndianVlogger #ExploreHimachal #ShimlaTrip #NatureVibes
#TravelIndia #VlogLife #HiddenHimachal
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: