Supreme Court Stays Aravalli Definition 🚨 Mining Rules Paused | Big Environmental Update 🌿⚖️
Автор: TAKSHSHILA LAW ACADEMY
Загружено: 2025-12-30
Просмотров: 415
Описание:
Supreme Court ne Aravalli Hills ki definition par apne purane judgment ko stay kar diya hai.
Court ne kaha ki itne environmentally sensitive area ke parameters sirf bureaucratic committee nahi, balki environmental experts ki scientific study ke baad decide hone chahiye.
Is stay ke baad mining rules temporarily pause ho gaye hain aur status quo maintain rahega.
Bench ki agla hearing 21 January 2026 ko hogi.
Ye decision environment protection aur illegal mining concerns dono ke beech balance banane ke liye mahatvapurn maana ja raha hai.
Aisi hi Supreme Court aur environmental breaking news ke liye
👉 Follow | Like | Share 🌱⚖️
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: