ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

2025 Muharram Noha | Haza Sirat al Mustaqeem | Syed Meesam Ali Mehdi | New Noha 2025 | Title Noha

Автор: Syed Meesam Ali Mehdi Live

Загружено: 2025-06-23

Просмотров: 13488

Описание: 2025 Muharram Noha | Haza Sirat al Mustaqeem | Syed Meesam Ali Mehdi | New Noha 2025 | Title Noha

Bismi Rabbil Hussain

Experience the soul-stirring noha “Haza Sirat al Mustaqeem” by Syed Meesam Ali Mehdi, released for Muharram 1447 / 2025. This powerful recitation explores the true meaning of azadari (mourning for Imam Hussain AS) and how azadari is the straight path – Sirat al Mustaqeem – leading us closer to Allah (SWT).

Video info :-

Noha Title | Haza Sirat al Mustaqeem
Reciter, Poetry & Composition | Syed Meesam Ali Mehdi
Chorus | Rizwan Mirza & Team
Audio Recording | MVS (Mehdi Vocal Studio)
Audio Arrangement | Premier Studio Lahore (Hamza Iqbal)
Audio Mix & Master | ODS Karachi
Video Shoot | Syed Kashfay Haider Naqvi
Video Editing | JQ Productions (Junaid Qureshi)
Special Thanks | Syed Asif Hussain, Syed Wasif Abideen Naqvi, Master Mazahir Ali Naqvi, Master Mohammed Asghar Naqvi

Video Chapters:
0:00 - Intro
0:48 - Chorus
1:38: Verses

Noha topics:
Syed Meesam Ali Mehdi, nohakhwaan, noha, nohay, marsiya, salam, urdu, muharram, title noha, muharram noha, muharram noha 2025, muharram noha new, muharram new noha, imam hussain noha, imam hussain noha new, new imam hussain noha, new noha imam hussain, mola hussain noha, 2025 muharram noha, new noha 2025, new nohay, new nohay 2025, new noha, noha muharram 2025, new muharram kalam, noha 2025, noha 2025 new, nohay 2025, karbala noha, karbala noha 2025, muharram nohay 2025

#syedmeesamalimehdi #muharramnoha #muharramnohay #newnoha #newnohay #newnoha2025 #noha2025 #noha #imamhussainnoha #nohaimamhussain #nohamolahussain #titlenoha

Social Media Links:
Facebook:   / meesammehdi110  
Instagram:   / meesammehdi  

Lɪsᴛᴇɴ ᴛᴏ SYED MEESAM ALI MEHDI ᴏɴ ♪ Sᴛʀᴇᴀᴍɪɴɢ Pʟᴀᴛꜰᴏʀᴍs
Apple Music | https://apple.co/47ccPge
Spotify | https://spoti.fi/48nyWBf
Gaana | https://bit.ly/Gaana-SyedMeesamAliMehdi
JioSaavn | https://bit.ly/JioSaavn-SyedMeesamAli...
YouTube Music | https://bit.ly/YtMusic-SyedMeesamAliM...
Amazon Music | https://amzn.to/3v07rzm
Wynk Music | https://bit.ly/WynkMusic-SyedMeesamAl...
Hungama | https://bit.ly/Hungama-SyedMeesamAliM...
Deezer | https://bit.ly/Deezer-SyedMeesamAliMehdi

____________________________________

𝗟𝘆𝗿𝗶𝗰𝘀

Haq ka seedha raasta ham se na chora jaaega
Haza Sirat al Mustaqeem Haza Sirat al Mustaqeem

Majlis o matam ho ya ye sab azaa ka silisla
Haza Sirat al Mustaqeem Haza Sirat al Mustaqeem

Wo jo maangi hai Payambar ne mawaddat hai yehi
Tay shuda Quran mein ajr e risaalat hai yehi
Ishq e aal e Mustafa paiham rahay dil mein basa
Haza Sirat al Mustaqeem Haza Sirat al Mustaqeem

Gar tamanna hai milay binte Payambar ki dua
Daaman e Sajjad se milti rahay tum ko shifa
Chor kar har kaam ko aao sar e farsh e azaa
Haza Sirat al Mustaqeem Haza Sirat al Mustaqeem

Sheh ke rastay par chala aaya hai nasraani koi
Us ka imaan ban gaya ishq e Hussain ibne Ali
Wahb e kalbi ne yehi payghaam dunya ko diya
Haza Sirat al Mustaqeem Haza Sirat al Mustaqeem

Qalb e momin ke liye waajib hai gham Shabbir ka
Par taqaaza ham se ye karti rahegi Karbala
Saath is gham ke kabhi koi na ho sajda qaza
Haza Sirat al Mustaqeem Haza Sirat al Mustaqeem

Utthte hain takbeer ko par matam e Sheh mein nahi
Haath wo tabbat yada ki zad na ho jaaen kaheen
Saath daagh e sajda ke ho daagh matam ka saja
Haza Sirat al Mustaqeem Haza Sirat al Mustaqeem

Shah ast Hussain badshah ast Hussain
Deen ast Hussain deen panah ast Hussain
Sardaad na daad dast dar dast e yazid
Haqqa ke bina la ilah ast Hussain
Sheh ne ye inkaar e baiyat se hamen batla diya
Haza Sirat al Mustaqeem Haza Sirat al Mustaqeem

Dars ham ko ye fidaayaan e Shah e deen ne diya
Doston se apne Mola ke ho rishta ishq ka
Dushmanon se karna izhaar e bara'at barmala
Haza Sirat al Mustaqeem Haza Sirat al Mustaqeem

Har aik zakhm e jigar ke liye rafu hai Azaa
Khuda ka ishq hai manzil to justuju hai Azaa
Har aik aashiq e Sarwar ki aabru hai Azaa
Janaab e Fatima Zahra ki aarzu hai Azaa
Gar is pe jaan bhi jaati hai to chali jaaey
Magar Azaa e Shah e deen par na aanch aaey

Waqaar e sajda e Khaaliq barha rahi hai Azaa
Nifaaq o kufr ko dil se mita rahi hai Azaa
Ghutan mein dehr ki jeena sikha rahi hai Azaa
Zamaanay bhar pe kuch is tarha chaa rahi hai Azaa
Har aik dil mein sada mousam e bahaar hai aaj
Gham e Hussain mein hafr qoum ashkbaar hai aaj

Zakireen e Shah aur ye zikr bhi zinda rahay
Nohakhwaan zinda rahen nohagari zinda rahay
Matami zinda rahen zinda rahay ye walwala
Haza Sirat al Mustaqeem Haza Sirat al Mustaqeem

Fikr kuch is ki nahi dil mein nahi hai koi dar
Jo bhi kehna hai hamen kehti rahay duniya magar
Ham se bas raazi rahen Meesam janaab e Syeda
Haza Sirat al Mustaqeem Haza Sirat al Mustaqeem

____________________________________

© 2025 Syed Meesam Ali Mehdi - Official Video

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
2025 Muharram Noha | Haza Sirat al Mustaqeem | Syed Meesam Ali Mehdi | New Noha 2025 | Title Noha

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Maula Hussain Jaan | Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee | 2026 / 1447

Maula Hussain Jaan | Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee | 2026 / 1447

Дуа утро أذكار الصباح защитить вас вес день! Утренний дуа каждое утро!

Дуа утро أذكار الصباح защитить вас вес день! Утренний дуа каждое утро!

Allah Is Answering Your Duas Right Now | Mufti Menk

Allah Is Answering Your Duas Right Now | Mufti Menk

ВОЙНА С ИРАНОМ. ТРАМП и ПУТИН ПРОТИВ КИТАЯ / АЙСИН / POISTINE

ВОЙНА С ИРАНОМ. ТРАМП и ПУТИН ПРОТИВ КИТАЯ / АЙСИН / POISTINE

Джем – 2025 Muharram Noha | Haza Sirat al Mustaqeem | Syed Meesam Ali Mehdi | New Noha 2025 | Title Noha

Джем – 2025 Muharram Noha | Haza Sirat al Mustaqeem | Syed Meesam Ali Mehdi | New Noha 2025 | Title Noha

Noha 28 Rajab 2025 | Apne Shabbir Ko | Syed Meesam Ali Mehdi | Rukhsati Imam Hussain

Noha 28 Rajab 2025 | Apne Shabbir Ko | Syed Meesam Ali Mehdi | Rukhsati Imam Hussain

New Manqabat 2024 | Haza Sirat Al Mustaqeem | Azhar Naqvi Asad Naqvi | Qasida 2024

New Manqabat 2024 | Haza Sirat Al Mustaqeem | Azhar Naqvi Asad Naqvi | Qasida 2024

Дуа утром В ПЯТНИЦУ в месяце ШААБАН на Удачу деньги всегда будут приходить к вам ИншаАллах

Дуа утром В ПЯТНИЦУ в месяце ШААБАН на Удачу деньги всегда будут приходить к вам ИншаАллах

Nohay 2025 l Shimr Khanjar Chalanay Wala Hai | Syed Meesam Ali Mehdi l Maqtal Imam Hussain

Nohay 2025 l Shimr Khanjar Chalanay Wala Hai | Syed Meesam Ali Mehdi l Maqtal Imam Hussain

Дуа В ПЯТНИЦУ в месяце ШААБАН ДАЕТ УВАЖЕНИЕ, БОГАТСТВО,РИЗК,ДЕНЬГИ,УСПЕХ DAN СЧАСТЬЕ! #дуа

Дуа В ПЯТНИЦУ в месяце ШААБАН ДАЕТ УВАЖЕНИЕ, БОГАТСТВО,РИЗК,ДЕНЬГИ,УСПЕХ DAN СЧАСТЬЕ! #дуа

Allah Muhammad Ali Fatima Hasan Hussain | Syed Raza Abbas Zaidi | Nohay 2025 | Munajat 2025 | 1447

Allah Muhammad Ali Fatima Hasan Hussain | Syed Raza Abbas Zaidi | Nohay 2025 | Munajat 2025 | 1447

ДУА УТРОМ — НАЧНИ ДЕНЬ С АЛЛАХОМ 🌅🕋

ДУА УТРОМ — НАЧНИ ДЕНЬ С АЛЛАХОМ 🌅🕋

Mera Imam Hussain | Nadeem Sarwar | 45th Album - 2024 / 1446

Mera Imam Hussain | Nadeem Sarwar | 45th Album - 2024 / 1446

Дуа утром В ПЯТНИЦУ в месяце ШААБАН на Удачу деньги всегда будут приходить к вам ИншаАллах

Дуа утром В ПЯТНИЦУ в месяце ШААБАН на Удачу деньги всегда будут приходить к вам ИншаАллах

Arbaab Raza Mola (as) | Mir Hasan Mir

Arbaab Raza Mola (as) | Mir Hasan Mir

☝️ ДУА УТРОМ САМЫЙ МОЩНЫЙ СТАРТ ДНЯ! 🤲🔑✨💯

☝️ ДУА УТРОМ САМЫЙ МОЩНЫЙ СТАРТ ДНЯ! 🤲🔑✨💯

BISMILLAH ALAMDAR | Nohay 2025 | KAZMI BROTHERS 110  | Moharram Album 2025-1447

BISMILLAH ALAMDAR | Nohay 2025 | KAZMI BROTHERS 110 | Moharram Album 2025-1447

Полная история суры

Полная история суры "Ясин"

Zinda Rahey Abbas | Nadeem Sarwar | 46th Album - 2025 / 1447

Zinda Rahey Abbas | Nadeem Sarwar | 46th Album - 2025 / 1447

3 Shaban New Manqabat 2026 | Sukoon Yani Hussain (as) | Mir Hasan Mir

3 Shaban New Manqabat 2026 | Sukoon Yani Hussain (as) | Mir Hasan Mir

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]