Mirza Qadiani Nabi ya Jhoota? | Mufti Mubashir Shah vs Qadiani Murabbi Malik Talat
Автор: Khatam e Nabuwat Times
Загружено: 2026-01-24
Просмотров: 3245
Описание:
Mirza Qadiani Nabi ya Jhoota? | Mufti Mubashir Shah vs Qadiani Murabbi Malik Talat
Is tareekhi munazray mein Mufti Mubashir Shah ne Qadiani Murabbi Malik Talat ke samne Mirza Ghulam Qadiani ke is dawa ka jaiza liya ke woh Allah ka sacha Nabi aur Rasool hai.
Is munazray ka mauzu tha:
👉 “Mirza Qadiani ka dawa e Nabuwat — Quran o Hadith ki roshni mein”
Mufti Mubashir Shah ne Quran ki wazeh ayaat, Ahadith e Nabwi ﷺ, aur Ijma e Ummah se sabit kiya ke:
Nabi Muhammad ﷺ Khatam-un-Nabiyeen hain
Mirza Qadiani ka Nabi honay ka dawa Quran o Sunnat ke khilaf hai
Qadiani aqeede ka Islam se koi ta’alluq nahi
Yeh munazra Khatam e Nabuwat ke hawale se aik final aur decisive debate hai jo har Musalman ko zaroor dekhni chahiye.
📌 Video ko Like, Share aur Subscribe zaroor karein taake haq ki awaaz zyada logon tak pohanch sake۔
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: