🧑🎄Josh Aur Utsah Ke Saath 🕯️ Prakash Yatra 2025 🌟 | Betapur Parish⛪ | Andaman Nicobar Islands 🏝️
Автор: Princy Rose Soreng
Загружено: 2025-12-23
Просмотров: 97
Описание:
Bahut hi jor aur utsah ke saath jab hum Prakash Yatra ke liye nikle the,
us pal se kahin zyada khushi, umang aur josh tab mehsoos hua
jab hum church pahunche 🙏✨
Church pahunchte hi poora mahaul bhakti aur khushi se bhar gaya —
log gana-gaate, naachte aur Prabhu Yeshu ka dhanyavaad karte hue khushi manane lage 🎶💃
Yeh sirf ek yatra nahi thi, balki prem, vishwas aur ekta ka jeeta-jaagta utsav tha ❤️
Agar video aapko achha lage toh like, share aur channel ko subscribe karna mat bhooliyega —
aapka support hi mera sab kuchh hai 🙏✨
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: