Surah Al-Waqia | Beautiful Qur’an Recitation | Peace of Heart
Автор: Sabtain Quran official
Загружено: 2026-01-05
Просмотров: 57
Описание:
tSurah Al-Waqia Qur’an-e-Majeed ki ek azeem aur pur-asar Surah hai jo Qayamat ke waqiaat, Jannat aur Jahannam ke ahwaal, aur Allah ﷻ ki qudrat ko wazeh taur par bayan karti hai۔
Is Surah ki tilawat se dil ko sukoon milta hai aur rizq mein barkat ka zariya banti hai, InshaAllah۔
Rasool Allah ﷺ ne farmaya ke Surah Al-Waqia ki tilawat ghurbat se hifazat ka sabab hai۔
🎧 Is khoobsurat aur pur-sukoon tilawat ko poori tawajjoh ke saath suniye
🤲 Allah ﷻ se dua hai ke woh humein Qur’an samajhne aur us par amal karne ki taufeeq ata farmaye
👉 Video pasand aaye to Like, Share aur Subscribe zaroor karein
🔔 Qur’an ki rozana tilawat ke liye Bell Icon dabana na bhoolen
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: