Swat Trip Part 1 | 27 Ghantay Ki Journey | Bahrain Swat
Автор: MAS
Загружено: 2025-12-25
Просмотров: 97
Описание:
Is video mein aap dekhenge Swat Trip ka Part 1, jahan hamara safar shuru hota hai raat ke 3 bajay, jab main apne dost ke ghar pohncha.
Wahan hum ne safar ki tayari ki, luggage pack kiya aur phir shuru hua ek lamha aur thakan bhara 27 ghantay ka safar.
Lambi drive, neend, thakan aur raste ke challenges ke baad hum pohanchay Swat ke shehar Bahrain, jahan hum ne apne dost se mulaqat ki.
Us ke baad hum ne mil kar nashta kiya aur bina zyada aram kiye foran aglay safar ki taraf rawana ho gaye.
Ye sirf shuruat hai…
Aagay aap dekhenge hiking, adventure, mushkil rastay aur 12,000 feet ka dangerous experience.
👉 Video pasand aaye to Like karein
👉 Channel ko Subscribe karein
👉 Swat Trip ke next parts miss na karein
Let’s Begin Our Journey to Swat! 🏔️🇵🇰
🎵 Background Music Credit:
Music: Cinematic 🍀 Chill Instrumental [Non Copyrighted Music] "Embrace" by @Sappheiros 🇺🇸
Link: • 🍀 Chill Instrumental [Non Copyrighted Musi...
___________________________/SOCIAL LINKS\_________________________________
Instagram ➤ / 92ashrafsoomro
Facebook ➤ / 92ashrafsoomro
#mountainadventure #swattrip
#SwatTravelVlog
#swatvlog
#swatvalley
#SwatHiking
#hikingadventure #DangerousHiking
#pakistantravel
#northernareaspakistan
#travelvlogpakistan
#adventurevlog
#extremeadventure
#romanurduvlogs
#pakistanivlogger
#OneWeekTrip
#travelseries
#naturelovers
#explorepakistan
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: