Sanatan Pravah

Har Har Mahadev!

Swagat hai aapka Sanatan Pravah YouTube channel par. Is pavitra platform par hum lekar aa rahe hain Shiv Puran ke sabhi adhyayon ka paath , ek-ek chapter ko dharmik bhaav, shraddha aur samarpan ke saath aap tak pahunchaya jayega.

Is channel par aapko milega:

-Shiv Puran ke sampoorn adhyay ka audio-video roop mein paath

-Bhakti aur gyaan se bhare pravachan

-Sanatan dharm ke rahasya aur tattvon ka vistrit vishleshan

Har episode mein aap anubhav karenge Shiv ji ki mahima aur us divya gyaan ko jo jeevan ko shuddh aur satvik banata hai.


Jai Bholenath
Har Har Mahadev