Hare Namah
hamara yeh manna hai ki hum sab ek hi parampita ki santan hain chahe fir hum use kisi bhi naam ya dharm se jod le.
hum sabhi ek sthan se aaye hain aur ek din hume usi sthan par jana hai jahan na koi kisi ka dushma hai na dost bas ek pavitra shakti hain.
hame sada us shakti ka dhyan karna chahiye jo humare upar apni kripa sada hi rakhte hain.
sukh ya dukh to bas hamare karmo ka khel hai jo ek na ek din khatam ho hi jayega
hame apne sameep aaye hue pratyek vyakti ka aadar ke sath vyavhar karna chahiye.
Dhanyawad
Hare Namah